Halloween Costume ideas 2015

Urdu Poetry Attitude

Zindagi Shayari Urdu : Top 10 Best Famous Urdu Poetry

Zindagi Shayari Urdu : Top 10 Best Famous Urdu Poetry ,Zindagi Shayari Urdu : Top 10 Best Famous Urdu Poetry


Zindagi Shayari Urdu : Top 10 Best Famous Urdu Poetry

famous urdu poetry                                                                      urdu quotes mother
Famous Urdu Poetry  mere shehron ko kis ki nazar lag gai meri galiyon ki ronaq kahan kho gai roshni bujh gai aagehi so gai hum to niklay thay hathon me sooraj liye maa tere yad agaye maa tere yaad agaye

eid mubarak urdu quotes

aas aa gayee mujhay bhi nayee hijratoon ki rutt dukh teray mausamo’n ka bhi iss se siwa na tha
shayad koi lakeer mujhay uss se chheen lay iss khauf se wo hath mera daikhta na tha....!!

urdu quotes sad mohsin naqvi urdu poetry

Dar-e-Qafas Se Parrey Jub Sabaa Guzzartii Hai....!! KiseY Khabar K Asee'Roon Par Kia Guzzartii Hai.....!!
Ta'aluq Kabbii Is Qadar Naa Tootey They...!! Key Teri Yaad Bhi Dil Say Khaffa Guzzarti Hai...!!
Wo Ab Milay Bhi Toa Milta Hai Is Tarha Jaisay.....!! Bhujjey Chiraghoon Ko Cho Kar Hawa Guzzarti Hai...!!
Faqeer Kub K Gay Jung'loon Ki Simmt Magar...!! Gaali Sey Aaj Bhi Unki Saada Guzzarti Hai...!!
Ye Ahl-e-Hijjar Ki Basti Hai, Ehti'yaat Say Chal...!! Museeb'toon Ki Yahan Inte'haa Guzzarti Hai...!!
Naa Pooch Apni Aanaa Ki Bagha'watain Mohsin....!! Dar-e-Qabool Sey Bach Kar Dua Guzzarti Hai...

Famous Urdu Poetry urdu best poetry

Kabhi lamhaa bhar ke guftagoo mere oskaye sath na hosaki
Mujhi foorsati  na  meel  sakeye woho hawa ke rath pai sawaar tha
 

Who melaa joo sadeyoo baad bhi mere laab pee koi geela na thaa
Meree  choop rehni  sa rolaa deya abhi gooftkoo ka kamal baki tha
Dami wapsi osii keya howa na rooshni na waho chandni
Who stara kisi bikhar gaya who tu apni mesaal Ap tha

 

Merye sath lag ke who ro deya mujhi fikraye who etna keh sakha
Jisee  samhjhta thaa me zindagi woho faqat waham wah khayal tha
Me shaeer ho tu aksar loog mujh se puchhti hai mahubat akheer hai keya
Wasye me hans ke kehta hoo
 
Kesi peyasi ko apni hesaye ka pani pelana bhi mahubat hai
Banhoor me doobti ko sahiloo taak le ke jana bhi mahubaat hai
 

Kahi ham raz saari khool sakti hoo magar pher bhi
Kesi ke be basi ko dikh kar khamosh reh jana bhi mahubat hai
 
Kesi ke wasti jabrr he hoonto par hansi lana mahubat hai
Kahi barish me sahmei , bhigteye  beeli ke bachi ko
 
Zara se daar ko ghar le ke  aana bhi mahubat hai
Koi cherrya jo kamree me bhatakti or thak kar sans lati hoi moh khool jai
Tu os cherraya ko pankh band kar ke bahir ka rasta dikhlana mahubat hai
 

Mahubat ke hazaro rang hazaroo eshari hai
Kesi bhi rang me ho ye mujhi apna banati
Ye mere dil ko bahati hai
 
Rat buhat bahtkai ham le kar ankho ke khali mashkize
Shahar ke beheerr me aksar jis ko ham ne tanha tanha dikha
Seetari  jab bhi falak  pe jagmagati hai
Who betai hoi pal khoob rolati  hai
Tum os dam apni ankho me mujhi abaad karti ho
Soona hai yad karti ho
Mujhi tum yad karti ho
 
Kaha se kaha tak falak se jaha tak
Mere fakar parwaz karti hai
Tarz zindgi kuch ajab sa lagta hai
 
Ba wafa bhi be wafa bhi be sabab or be wajah bhi
Rawani soch ke rakh ke mere ankho ko nam kar ke
Na jani pher me kese waqt ke anchal me goom hogaya
Jo mele hayat khizar mujhi
Tu os me sarfi sana karoo
Tera shukar pher bhi ada na howa
Tera shukar kesi ada karo

 
Tere lotaf ke koye had nahi ginoo kes tarha ke aedad nahi
Nahi koi tere sewa mera jise yad tere sewa karo
Me buhat he ajizoo be nawa
Tere agye mere basaat keya
Jo dua karo tu sona kari
Tu deya kary me leya karo
Tere dar pe saar rahi khaam mera
Tari rahmato se guzar mera
Koi bhool ho tu maaf kar
Mujhi bakhash deye jo khata karo
Koi bhol ho tu maaf kar
Mujhi bakhsh deye jo khata karo

urdu beautiful poetry

Kuch yaadgar-e-shehr-e-sitamgar hi le chalain.. Aaye hain is gali mai to paththar hi le chalain...
Yun kis tarha katay ga karri dhoop ka safar... Sar par khayal-e-yaar ki chadar hi le chalain...
Ranj-e-safar ki koi nishani to paas ho.. Thori si khaak-e-koocha-e-dilbar hi le chalain...
Yeh keh k cherti hay hamain dil'giraftagi... Ghabra gaye hain ap to bahar hi le chalain...
Is shehr-e-be'charagh mai jaye gi tu kahan... Aa aye shab-e-firaaq tujhay ghar hi le chalain...!!!

Post a Comment

thankyou for coment

MKRdezign

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.
Javascript DisablePlease Enable Javascript To See All Widget