Islamic Quotes Urdu : Best Islamic Quotes In Urdu | Islamic Poetry
islamic poetry in urdu
meri mushkil ko na kar saka asan koi
(wasi)
jab bhi kam aya mara PARVARDYGAR hi kam aya......
Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,
Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!
Happy Iqbal Day
ALLAMA IQBAL
DASHT TO DASHT SEHRA BHI NA CHOREY HUM NE
BEHR E ZULMAT MAIN DORA DIYE GHOREY HUM NE
(ALLAMA IQBAL)
waaez e qoum ki wo pukhta khayali na rahi,
barq tibai na rahi, shoola maqqali na rahi,
reh gai rism e azan rooh e bilali ni rahi,
aor falsafa reh gya talqeen e ghazali na rahi
aataa hai yaad mujhako guzaraa huaa zamaanaa
vo baaG kii bahaare.n vo sab ka chah-chahaanaa
aazaadiyaa.N kahaa.N vo ab apane gho.Nsale kii
apanii Khushii se aanaa apanii Khushii se jaanaa
Kaafir ki ye pehchan ha k Afaq ma gum hai!
Momin ki ye pehchan ha k gum is ma hen Afaq!
Ya Naam Koi Kam Bigarney Nahi Deta...
Bigrey Bhi Bana Deta Hai Bus Naam-E-Muhammad (SAW).
huda ki Azmatein kiya hain Muhammad Mustafa janay..
Muqam-e-Mustafa Kiya hai Muhammad Ka Khuda Janay..
muhammad mustafa ki yaad dil se km nahn hoti......
ye wo suraj hai jis ki roshni madham nahn hoti..........
Ehsaas Ke Andaaz Badal Jate Hain Warna
Aanchal bhi Usi Taar Se Banta Hai Kafan Bhi
islamic poetry by allama iqbal
Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,
Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!
Happy Iqbal Day
HAQ ada teri Ibadat ka Nahi Humse Hua.
Hum Rahy GHAFLAT main humse ho raha hai Tu Juda.
Aaj Ro Ro K Kehte Hain Hum.
Alvida Alvida Shehr-e-Ramzan.
Dekh Shaitan Ki Hai Ye Rahain Dekh Ti Hain Khuda Ki Nigahain
Torde Boot Kade Aish Gahain
Too Gunahoon Se Daman Bachale!
Zulmatoon Se Nikal Dekh Ghafil Deen Islam Hota Hai Nzil
Hai Isi Noor Ka Nam Adil Adl Ki Shamma Dil Me Jalale!
Na maen momin
vich maseet aan
Na maen vich
kufar diyan reet
aan
Na maen
paakaan vich
paleet aan
Na maen moosa
na pharaun.
Bulla ki jana mn kaun?
Ham to mayal ba
karam hain koi saail hi naeein
Rah dikhlaeen kisay rahrav-i manzil hi
naheen.
Tarbiat aam to hai johar-i qabil hi naheen
Jis say taamir ho
adam ke ye wo gil hi naheen
Koi qabil ho to ham shan-i kai detay hain
Post a Comment
thankyou for coment