Hindi Poetry : Sad Quotes In Hindi About Life With Urdu Love Quotes
Hindi Poetry sad quotesurdu poetry on eyes
1. Karey Pyaar Lab Pey Gilaa na Ho, Yeh Kisi Kisi ka naseeb hai
Yeh karam hai us ka jafa nahi, woh juda bhi reh key qareeb hai
wohi aankh hai merey ru-ba-ru, usi haath mein mera haath hai
Jo chala gaya mujhe chor kar, wohi aaj tak merey saath hai
Mere wafaye kal osi buhat roolaye gee
Mere wafa peye aj osi muskirani doo
Howa woh kasi jodaa yad kuch nahi Ataa
Me soochta hoo ossi kuch tu yaad ani doo
Chalteye he ja rahi ho anjan rasto par haeerat me ghoom ho khod bhi heeran rasto par
Yadoo ke zakahm jalti hai or bhi zeyada
Melta nahi hai kuchh bhi weeran raasto par nibhti nahi hai reshteye rahoo me banni wali
Karna na tum kesi se pehchan rastoo par
Andheye jo waqt ke hai Akar meta nah dali
Keya likhi ja rahi ho tum naadan raasto par
Han kuch na kuch tu ham me bhi Ashnaye hoogeye
Weera se pher raheye ho weiran rastoo par
Jehlaa hai ham nai panhwar moshkilo ko bharsoo
Kesi chali bahala ab assan rasto par
Kahi umeed se hai dil ke neha khani me
Abhi kuch waqt lagi ga ossi samhjahni me
Musam geeli bahoo ke pati chahar boo bala se apni
romantic love quotes for her in hindi
Jes ko chaha tha os ko pa nah sakye
Aarzo ka jaha basaa na sakye
Soon leye onh k sabh gileye Shikwaye
Apni majbooryai bata na sakye
Kher who to khiza ka mosam tha
Fasal gul bhi muskra na saki
Moot bhi ham si hogaye naraz
Zindgi ko bhi ham mana na saki
Haye majboorya muhobat keye
Pas rah kar pas ahh na sakye
Kat gaye zindgye taklif me
Aik pardha tha joo hata na saki
Who nigahoo se door rahye baaki
Par mere dil se door ja na saaki
Aik lamhi ko roka qaflah dil ka mera
Or pher umar khizar ko mat woh dikar gaya
Mujhi kese ke taswar me doob jani do
Buhat nahi thora sa jal jani do
Me janta ho mahubat nahi osi mujh se
Magar me khush ho mujh ko fareeb khani do
Me bhool jau osi ye tu ho hi nahi sakta
Who bhulta hai mujhi tu bhol jani du
chalo ab khawab mai hum zindigi guzare
jo sapne saja na saka wo sapne sajaye
khawab mai bhi jo khud se intizar karte mila to meri aankh se aansu gira
Mosam ka koi megrem ho to us se poocho
kitney pat jhar abhi baaqi hen bahar aaney men
AWSUM
Khawab dekha to khawahishon ne kaha..
Kaash aysa kabi kahen hota..
Dil ki aankhen B khoob aankhen hain..
Wo dekhaati hain jo nahi hota..
sad poetry in urdu 2 lines
Wo jo afsana e gham sun k hansa krty thay
itna roye hai k sab aankh ka kajal nikla..........
ek mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi
mai jisay umar samajhta tha wo ek pal nikla.....
Wo jo afsana e gham sun k hansa krty thay
itna roye hai k sab aankh ka kajal nikla..........
ek mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi
mai jisay umar samajhta tha wo ek pal nikla.....
AYE SANAM TUJH SE MAIN JAB DOOOOR CHALA JAOONGA
YAAD RAKHNAA KE TUJHE YAAD BOHAT AOONGAA
Dil bhujh raha hay chehra utar gaya hay...
Mah e Ramdan ka Aik or din guzar gaya hay...
Kahan hoti hay sehri kahan hoti hay iftaar..
Maheenon ka sardar dekhtay hi guzar gya hay...
Na phat jay ghum se kahin seena judai main.
.Mujhay rah main chor ker akela guzar gaya hay..
Aya tha yeh nekiyan lene k lie bandon se..
.Kya sochta hay tu ab to yeh guzar gaya hay...
Alwidah Alwidah Mahe Ramdan Khuda k Mehmaan..
Khatir na ki kuch bhi teri tu youhi guzar gaya hay..
Aay Khuda zindagi de or Toufeeq de saheb ko..
Ainda saal keron issay khush jo guzar gaya hay..
Post a Comment
thankyou for coment